Aarti Shree Sai guruvar ki,Parmanand sada survar ki
Jaki kripa vipul sukhkari,Dukh, shok, sankat,bhaykari || 1 ||
Shirdi mein avtar rachaya, Chamatkar se tatva dikhaya || 2 ||
kitne bhakt charan par aaye, veh sukh-shanti chirtan paye || 3 ||
Bhav dhare mann mein jaisa, pavat anubhav woh hi waisa || 4 ||
Guru ki udi lagave tan ko,Samadhan lahbhat uss mannko || 5 ||
Sai naam sada jo gave, So phal jag mein shshvat pave || 6 ||
Guruvarsar kari pooja-seva, uss par kripa karat gurudeva || 7 ||
Ram, krishna, Hanuman roop mein, De darshan jaanat jo mann mein || 8 ||
Vividh dharm ke sevak aate, Darshan se eechit phal pate || 9 ||
Jai bolo Saibaba ki, Jai bolo Avdhotguru ki || 10 ||
'Saidass' Aarti ko gave, Ghar mein basi sukh, mangal pave || 11 ||